Tuesday, October 28, 2008

Loop.

Mera kuch saamaan tumhare paas para hai 
Saawan ke kuch bheege bheege din rakkhe hai,
Aur mere ek khat mein lipti raat pari hai
Wo raat bhulaa do, mera wo saamaan lauta do.

Patjhar hai kuch ... hai na ?
Patjhar mein kuch patton ke girne ki aahat,
Kaano main ek baar pahan ke laut aai thi,
Patajhar ki wo shaakh abhi tak kaanp rahi hai -
Wo shaakh gira do, mera wo saamaan lauta do.

Ek akeli chhatri mein jab aadhe aadhe bheeg rahe the,
Aadhe sookhe, aadhe geele, sukha to main le aayi thi,
Geela man shayad bistar ke paas para ho ;
Wo bhijwa do, mera wo saamaan lauta do.

Ek so sola chaand ki raatein, ek tumhare kaandhe ka til,
Geeli mehendi ki khushboo, jhooth mooth ke shikwe kuch -
Jhooth mooth ke wade bhi sab yaad karaa do,
Sab bhijwa do, mera wo saamaan lauta do.

Ek ijaazat de do bas,
Jab isako dafanaaungee
Main bhi wohi so jaungi.


Play this for me a hundred times, and I would request for another round.

10 comments:

Neo said...

Sigh! So will I.

Poorna Banerjee said...

voh!!

rachita said...

hmm..
was just rambling hru wen i come across this post..
and to come to think o of it i nwas just discussing bt this song and the film barely 6 hours ago...
really...
beautifully sad song...

Oshtorombha said...

Yes. This song is beautiful. The words haunt you. And the music lingers.

reema said...

i really like dis song...n da way u write...u do write beautifully!

Hatturi Hanzo said...

dhuss! shunlei shala ghum paay.

March Hare said...

i know, i know. i love. :)

@ none - spit. and drown in it.

Madhura said...

thank you thank you. fro the bottom of my heart. i didn't catch all the words before now. thank you.

Heathcliff said...

this has been my favourite since class 5. Ma used to listen to it like an addict. thats how I got addicted too.

mojo said...

lovely song... but i like katra katra more..somehow...gulzar is mindblowing at times...rd-r kotha chherei dilam...